------------------------------------- Lyrics provided by Aniket Suryavanshi http://aniket-s.tripod.com ------------------------------------- ::: Album: Sifar ::: Artist: Lucky Ali ::: Label : Sony Teri Yaadein Aati Hain ................................................. Teri yaadein hain (3) kuchh baatein aati hain dil mein talab hain lab pe tarana kisi ki talaash mein ye guzare jamaanaa kal hai kahaan to pal ka bahaanaa Nahin tha yakeen hum huye tum rawaanaa Teri yaadein hain (3) kuchh baatein aati hain Duniya ki raaston mein ek hai jariya ek hai jariya kehta deewaanan ye sun to le Dariya se jaa mili hai kitni hi nadiyaan kitni hi nadiyaan kehta deewaanan ye sun to le aisa samaa bhi naa dekha hai mausam ye beheka aur meheka hai Teri yaadein hain (3) kuchh baatein aati hain Teri yaadein hain (3) kuchh baatein aati hain Kai rang mein dhala hai koi paimaaanaa kahin aasmaa jhuka hai zameen hai sirahna Inhi raah se gujarte hum rozana Kis ka pataa liye hum chale kis thikana Teri yaadein hain (3) kuchh baatein aati hain Dil hain naadaan apna kehti hai duniya kehti hai duniya Kaisa deewaanaa ye sun to le Hum se hairaan duniya kaisi ....... Kaisa deewaanaa ye sun to le Dheere dheere ab ye sehna hai aankhein bichhaye ab rehna hai Teri yaadein hain (3) kuchh baatein aati hain Teri yaadein hain (repeat till end) Dekha hai aise bhi ................................................. ..... mein nikala tanha akela Saath mere kaun hai yaar hai mera Jo bhi karna tha kar aa gaya main Pyaar ko maante chalte jaana Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi apne bhi dil mein basaaye huye kuchh irade hain dil ke kisi kone mein bhi kuchh aise hi waade hain Unko liye jab hum chale nazaare bhi humse mile Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi Haste hasaate yun sabko manaate hum jaayenge barson ki doori ko milke hum saath mitaayenge Pyaar rahe unke liye jo dhoonde wo unko mile Thoda sa garaj hai thodi si samajh hai chaahaton ke daayare mein rukana farz hai Koi kehta hai ke ghar aa gaya hai aarzoo bhi arz hai badhate jaanaa Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi Dil ke jharokon mein ab bhi mohabbat ke saaye hain reh jaaye jo baad mein bhi hamaare wo paaye hain Inke liye ab tak chale hajaaron mein hum bhi mile Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi Nahin Rakhta Dil Mein ................................................. Nahin rakhta dil mein kuchh rakhta hoon jubaan par samjhe na aapne bhi kabhi Keh nahin sakta main kya sehta hoon chhupa kar ik aisi aadat hai meri Sabhi ko jinse milta hoon sahi jo hai inse kehta hoon jo samajhta hoon Maine dekha nahin rang dil aayaa hai aise adaa par ik aisi chaahat hai meri Baahron ke ghere se aayaa main dil sajaa kar ik aisi ..... meri Saaye mein chhaye rehta hoon aankhe bichhaye hoon jinse milta hoon Kitnon ko dekha hai humne yahaan kuchh seekha hai humne unse nayaa Pehle fursat thi ab hasrat hai samaa kar ik aisi uljhan hai meri Khud chal ke rukta hoon jahaan jis jagah par ik aisi sarhad hai meri Kehne se bhi main darta hoon apnon ke dhun mein rehta hoon kar kya sakta hoon De sakta hoon main thoda pyaar yahaan par jitni hai seeyat hai meri Reh jaaun sabke dil mein dil ko basaa kar ik aisi neeyat hai meri Ho jaaye to bhi raazi hoon ho jaaun to main baaki hoon yun samajhta hoon Raste na badle na badla jahaan phir kyun badalte kadam hain yahaan Tum ho wohi ................................................. Ye hain khayaalon mein yaadon mein baaton mein ghum hai kahin tum ho wohi Pyaar se jiske ye naam hai aaya tum ho wohi ghum ho kahin Har jamaane mein aate rahenge ye kyun inkaar kar pyaar ke saahil raah bataate hain kya Jaise gujarate hain waise badalte hain din ho yaara ka milan Aise bahaane se saaraa jahaan badala tha neele gagan ke tale humne bhi taare gine achha jo samjha ki ye har ek chaahat ko Raston mein chal ke kahin se gujar ke kahin pe sambhal ke aise kahin waise kahin Ik iraadon mein sach ye waadon mein tum ho kahin gum ho kahin Baahon mein bhar laaye saare ishaare hain chalte kahin chalte yahin Aaj ka aalam hai maange to humko ye saaraa sansaar mile jaane kya chaahe wo humne to chaaha yahi Saath gujar jaaye har ik lamha bhi aisa dildar mile Pyaar ki basti mein aise bhi raste yahaan Neele gagan ke tale humko sahaare mile kahin nazaare khile kai thikane hain ....... ho jamaane kya bura hai paane mein ye samajh ke jaaye to ............. ho jaane mein Chaandni raaton mein shabnami raahon mein gum ho kahin tum ho wohi Jheel Pe Jaise ................................................. Jheel pe jaise naaw chale aahistaa aahistaa badal mein aise chaand chhipe kehne ko hai ye bhi chehra Chhod aaye peechhe hum kisko kahaan unko khabar hai ki hum hain yahaan aaye bahaaron mein mehka heera phir milne aayenge kya bas thodi doori ye rastaa kahe rukne lage phir chal diye Jab wo humein yun dilate hain waastaa waastaa rishte hum aise nibhate hain raat se jaise koi subaha Ab hai nazar mein ik aisa samaa lekar hi aayenge tumko yahaan anjaan raahon ke anjaan raahein jaaye to jaaye kahaan tum ho salaamat ye dil kahe chahe mile ya na mile Door se jo bulaaye to aajaanaa aajaanaa chaahe sawaal bhi na mile ............... chal ke hi jaana