go to the homepage   Album: SILK ROUTE

Koi ho ...

Yaadon mein

I n d e x :
  • Boondein
  • Chakkar Ghor
  • Dastak
  • Dooba Dooba
  • Door Chala Aaya
  • Ganga Nahaa Le
  • Humsafar
  • Jaadugar
  • Jadu Tona
  • Koi Poochhe
  • Lullaby
  • Mermaid
  • Morni
  • Paheli
  • Sapnay
  • Saujha
  • Tu Woh Nahin
  • Koi jaane naa

    pehchaane naa

    yeh hua kaise

    tum aa gaye khwaabon mein jaise


    
    
    
    ::: Silk Route :::
    
    
    
    
    
    	Boondein
    -----------------------------------------------------------
    
    
    Koi ho
    yaadon mein
    palko pe boondein liye
    aaina bani ye aankhen teri
    
    dheemi si
    khusbu hai
    hawaaon ke jhokon ne jo
    chhu ke tujhe churae
    
    
      Sason ki
      rahon mein
      kya mil sakenge kabhi
      dhoonde tujhe
      nigahein meri
      Saathi the
      janmon se
      raahon mein kyun kho gaye
      manjil hamein bhulane lagi
    
    
    Nagma ho 
    bheega sa
    ya tum ho koi gazal
    har pal jise gun gunata rahoon
    hoton se holay se
    sargam jo behne lagi
    gaane lagi chaahein meri
    
    
    top
    
    
    	Chakkar Ghor
    -----------------------------------------------------------
    
    
    Koi ho
    yaadon mein
    palko pe boondein liye
    aaina bani ye aankhen teri
    
    dheemi si
    khusbu hai
    hawaaon ke jhokon ne jo
    chhu ke tujhe churae
    
    
      Sason ki
      rahon mein
      kya mil sakenge kabhi
      dhoonde tujhe
      nigahein meri
      Saathi the
      janmon se
      raahon mein kyun kho gaye
      manjil hamein bhulane lagi
    
    
    Nagma ho 
    bheega sa
    ya tum ho koi gazal
    har pal jise gun gunata rahoon
    hoton se holay se
    sargam jo behne lagi
    gaane lagi chaahein meri
    
    
    top
    
    
    	Chakkar Ghor
    -----------------------------------------------------------
    
    
    Chaar din ki jindagi mein
    ulajhi dor hai
    ye chakkar ghor hai
    ye chakkar ghor hai
    
      Ho chappe chappe chaal chaal
      mein ye shor hai 	(2)
    
    Char aane ki chaandni ka
    kaisa jor hai
    ye chakkar ghor hai
    ye chakkar ghor hai
    
      Chalu chaandni chauk chalaa chal
      chat khane le bhes badalkar
      koi nahin hai chaand chura le
      chup ke chup ke chaat le churan
    
    Chatak chatak chattanein chatki
    chadar chiri chaandni chamki
    chaar aane ki khanak jo aai
    chillam chillam cheekha charsi
    
      Chupka chupke chugali kare chakor 	(2)
      chaar aane ki khanak hai chaaron oar
    
    Chaar din ki jindagi mein
    ulajhi dor hai
    ye chakkar ghor hai
    ye chakkar ghor hai
    
      Ho chappe chappe chaal chaal
      mein ye shor hai 	(2)
    
    
    top
    
    
    	Dastak
    -----------------------------------------------------------
    
    
    Dastak de koi
    shaamo seher
    saaya sa koi
    mujhko aaye nazar
    fu aa raha hai aisa laga
    tu aawazein deke mujhko phir se
    aasma se bhula
    
    
      koi door se
      aawaz de
      bhoole se chehre  
      yaad aa gaye
      chehra koi
      khoya hua
      jee bhar ke koi
      roya hua
    
    
    chehre chehre yaadon mein
    chehre kaise kaise
    
    
    Koi door se
    aawaz de
    bhoole se chehre
    yaad aa gaye
    mauka mile jo
    mere saath mein
    ab tak hai dil mein
    aabad se
    
    
    chehre thehre yaadon mein
    chehre kaise kaise
    chehre chehre yaadon mein
    
    tu aa raha hai
    aisa laga
    tu aawazein de ke mujhko
    phir se bula
    tu hain kahaan
    
    .
    .
    .
    .
    
    tu aa raha hai aisa laga
    
    
    top
    
    
    	Dooba Dooba
    -----------------------------------------------------------
    
    
    Dooba dooba rehta hoon
    aankhon mein teri
    deewana ban gaya hoon main
    baaton mein teri 	(2)
    
      Ab to gujarte nahin
      raatein katati nahin
      ab taswir se baat banti nahin
      ho aaja
    
    Koi jaane na
    pehchane na
    ye hua kaise
    tum aa gaye
    khaabon mein aise 	(2)
    
    
    Bewafaa suno bewafaa
    bewafaa na jaa
    
    Dooba dooba rehta hoon
    aankhon mein teri
    
      Tum jo mil gaye
      diye jal gaye
      mere khwabon mein
      ban jao tum
      mere hamsafar 	(2)
    
    
    Bewafaa suno bewafaa
    bewafaa na jaa
    
    Dooba dooba rehta hoon
    aankhon mein teri
    deewana ban gaya hoon main
    chaahat mein teri
    
      Ab to gujarte nahin
      raatein katati nahin
      ab taswir se baat banti nahin
      ho aaja
    na jaa bewafaa
    Bewafaa na ja bewafaa aa ja
    bewafaa na jaa
    
    
    top
    
    
    	Door Chala Aaya
    -----------------------------------------------------------
    
    
    Kis dhun mein tha main chal diya 	(2)
    chhune aasma behki hawaaon ki tarah
    
      ye kya kiya, main kho gaya
      na jaane kahan behki hawaaon ki tarah
    
    dheere dheere main pichhle darwaje se
    lawjon ko likh aaya
    kagaz pe sade se
    wo thi bekhabar
    main to magar
    door chala aaya 	(2)
    door......
    
      Kis dhun mein tha main chal diya
      chhune aasma behki hawaaon ki tarah
    
    Roka, uske gehre bikhare se baalon ne
    ulajhe sawaalon ne
    roka tha yaad aake
    kuchh gujare saalon ne
    hothon pe liye khamoshiyaan
    door chala aaya
    
      Kis dhun mein tha main chal diya
      chhune aasma behki hawaaon ki tarah
      door chala aaya 	(4)
    
    
    top
    
    
    	Ganga Nahaa Le
    -----------------------------------------------------------
    
    
    
    
    top
    
    
    	Humsafar
    -----------------------------------------------------------
    
    
    Hum jo chale
    tum bhi chalo saath
    phir kya khabar
    ke din hai ke raat 	(2)
    
    Bas mein nahin
    rahenge jazbaat
    tum jo sanam
    hamare chalo saath
      Hum jo chale
    
    Sur se saji
    deepon si teri yaad
    tujh bin sanam
    bhaae na koi baat
    kaise kahoon
    akele chaloon aaj
    aao sanam
    sune hai dil ke saaj
    
    Kaisi bhi raahein ho
    kaisi dagar ho
    koi bhi rasta ho
    koi safar ho
    chalte rahe hum jo door
    humsafar ho
      Hum jo chale
    
    Bin ye kahe
    baithon hamaare paas
    aao idhar
    ishaara kare raat
    humko magar
    chaahiye wahi shaam
    jis par sanam
    likha ho tera naam
    
    Chaandni raatein ya
    khilti seher ho
    chaahe din ka wo koi peher ho
    chalte rahe hum jo door
    humsafar ho
    
    Hum jo chale
    tum bhi chalo saath
    phir kya khabar
    ye din hai ke raat
    
    Bas mein nahin
    rahenge jazbaat
    tum jo sanam
    hamare chalo saath
    
    Galiyon mein phirta hai
    banjaara dil ye
    tujhko hi dhoondega
    aawara dil ye
    karta hai jaane
    ishaare
    kya dil ye 	(4)
    
      Hum jo chale
      to tum bhi chalo saath
    
    
    top
    
    
    	Jaadugar
    -----------------------------------------------------------
    
    
    Door kahin
    koi haseen
    poochh rahi
    use jaana tha kaun kidhar
    
      Bhool hui
      aankh mili
      jaane kahaan
      se aaya tha wo
      jaadugar
    
    Door kahin
    koi haseen
    
      Khoi khoi hai deewani
      raat hai ya din na jaani
      khabon ke wo bulbule liye
    
    Aa gayi wo weerane mein
    jaane kaise anjaane mein
    jaadu sa ho gaya use
    
      Jaane kaise
    
    Door kahi
    koi haseen
    
      Dhoonde usko baadlon mein
      seetiyon mein saagaron mein
      wo hawa mein uski dhun sune
    
    Ab to uska haal ye hai
    intajaar aankhon mein jo
    khud hi haske
    khud chhalak pade
    
      Wo kya jaane
    
    Door kahi
    koi haseen
    poochh rahi
    use jaana tha kaun kidhar
    
      Bhool hui
      aankh mili
      jaane kahaan
      se aaya tha wo
      jaadugar
    
    Door kahin
    koi haseen
    
      Wo na maane
    
    
    top
    
    
    	Jadu Tona
    -----------------------------------------------------------
    
    
    Chupke chupke dekh raha hoon
    tera jadu tona
    Subaha subaha chaand nikalana
    raat ko dhoop ka khulna 	(2)
    
      Tu chaahe mausam badal jaaye
      sargam nahi
      tu chaahe badal ye dhal jaaye
      boondon mein
    
    Dhooli phatati ek hawa hai
    tere ghar ko aaye
    
      Bhool ke rasta khaamoshi se
      julf teri suljhaye
    
    Mujhko gawara nahi tujhko choo jaaye
    jhonka bhi
    mere siwa koi ab tere galiyon se
    gujare bhi
    
      Deewaron se dhoop dhale jab
      mujhko yaad tu aaye
      parchhai si door khadi tu
      mere khaab churaye
    
    Ye soch ke main to baithaa hoon
    raahon pe
    shaayad kisi din tu aaegi
    baahon mein
    
    
    top
    
    
    	Koi Poochhe
    -----------------------------------------------------------
    
    
    Koi poochhega to kehna
    main nahin yahaan
    chhup ke sabse baitha hoon jo
    kis se main yahaan 	(2)
    
    Khoya hua main hoon
    apne khayaalon mein
    koi na aaye yahaan
    
      Kaun aaya khidki se ye
      aawaj de
      kiski khushboo dheeme dheeme
      aa rahi hai ye
      
      Saare jamaane se
      main door aaya hoon
      koi na aaye yahaan
      
    aaya main yahaan
    dhoondoge kahaan
    
      Jaane kiski dhun mein dooba
      khoya hai jahaan
      koi humdum koi saathi
      dhoonde sab yahaan
    
    Mere to khabon mein
    pariyon ke mele hain
      har dil akela yahaan
        aaya main yahaan
        dhoondoge kahaan
    
    
    top
    
    
    	Lullaby
    -----------------------------------------------------------
    
    
    I know you do know how to say good bye
    holding back your tear
    but you cry 	(2)
    
    
      And the moonlight is feeling numb floating on the water
      someone's darling, someone's little daughter
      my fireflies in the night
      in the bed of the sky
      and the murmur of the streets
      that's my only
      lullaby 	(5)
    
    Momma momma
    momma I am lonely inside
    and the dog have a walk in
    to you sounds I've been rocking myself
    to sleep
    
    Momma momma
    Momma momma please let me know
    tell me where I belong
    I couldn't stay for too long
    who knows what went wrong
    but
    why me 	(6)
    
    
      I know it's not easy but if you try
      we can be together forever
      in the sky
      drift and and the oceans
      waves are on the rising
      tide and only see the silver lining
      bye bye for the wind
      bye bye blue skies
      and your world is my dream
      my only
      lullaby 	(7)
    
    I'am like the footsteps in the sand but you dont realise
    I'am like a flower that blooms in your garden overnight
    I'am like a bird that flies home every night all alone
    ooooh
    I don't know 	(2)
    why
    Everybody knows 
    why I cry 	(2)
    Everybody knows
    why I cry 	(2)
    Everybody knows ....
    
    
    top
    
    
    	Mermaid
    -----------------------------------------------------------
    
    ....... rise
    and I thought you liked
    to play a game
      want a silver sound
      I touched your hand
      and they asked me
    where the hand looked wild
    moon on the face
    she smiled
      She started to sway
      till the sound of the waves
      and she cried
    
    oh.. I'm just a child
    I've been running wild
    like a flower in the desert rain
      I can't stay for long
    
    So we walked through the waves
    the tunes that you played
    by the .............
      I couldn't get the words
      I knew I had heard a million times
    She is singing
    I'm just a child
    I've been running wild
    like a flower in the desert rain
      I can't stay for long, for long
    
    Sing I'll write the words for your song
    and I'll walk with you all alone
    and I'll be by your side
    till the end
    
    I'm just a child
    I've been running wild
    like a flower in the desert rain
      I can't stay for long, for long
    
    And I said
      I'll write the words for your song
      and I'll walk with you all alone
      and I'll be by your side
      till the end    (2)
      till the end
    
    
    top
    
    
    	Morni
    -----------------------------------------------------------
    
    
    
    
    
    top
    
    
    	Paheli
    -----------------------------------------------------------
    
    
    Duniya paheli
    ya sawaal hai
    uljha uljha sa khayaal hai
    
      Harsh hai yahaan
      jaise raaz hai
      padhna chhaho to kitaab hai
    
    Duniya paheli
    ya sawaal hai
    uljha uljha sa khayaal hai
    
      Dekha hai kya
      iska chehra kabhi
      pal pal ye karwat badalti hai kyun
      lamhon ke saanchon mein dhalti hai kyun
      na jaanu main na jaane tu
    
    Kahin janmon se pyaasi ret hai
    kahin bin kahe barsaat hai
      koi lehron ke saath beh raha
      koi saahil pe bekaraar hai
    
    Baithoon wo beetein dinon ke nishaan
    milta nahin ek pal bhi yahaan
    uljha hua hoon na jaane kahaan
    kise khabar kise pata
      
      ye raaz kya hai na jaana
      samjha na koi ise
      najron ka dhokha hai
      ya hai koi
      dhuaan 	(3)
    
    Duniya paheli
    ya sawaal hai
    uljha uljha sa sawaal hai
    
    
    top
    
    
    	Sapnay
    -----------------------------------------------------------
    
    
    Sapanay hai sooni aankhein
    jaane kyun kho gaye
    socha tha saahil pe milega
    thehra sa ek pal
    ek pal
    
      Chaandni hai ye raatein
      phir bhi toote sitare
      dhoondte hai ye jameen pe
      thehra sa ek pal
      ek pal
    
    Andheri dastaan
    kho gaye kahaan
    hum to reh gaye
    phir wahi
    
      Aati hai ik sadaa
      waadiyon se kahin
      ajnabi raahon pe milega
      thehra sa ek pal
      ek pal
    
    Andheri dastaan
    kho gaye kahaan
    hum to reh gaye
    phir wahi
    
    
    top
    
    
    	Saujha
    -----------------------------------------------------------
    
    
    Koi subaha aisi aaye
    tere pahaadon se
    dheeme dheeme kuch dhoop ke saaye
    jaata lamha ruk jaaye
    
      Ik dhun kahin door se aaye
      jo waadi mein man ki gahraai ko
      choo kar jaaye
      ... jab sa lahraaye
    
    Ye nadiyaan kyun ikraye
    jaane kis raah se aaye
    kaun si raah ko behti jaaye
      Jaane kahaan chhip jaaye
    
    Banjaara dil ye gaaye
    bicchda koi mil jaaye
    jaane wo ruth kab aaye 	(2)
    
      Jab neeli raat ke saaye
      chup ke chup ke waadi mein
      khaamoshi ki dhun sunaaye
    
    Saaraa aalam kho jaaye
    koi bandhan na reh jaaye
    koi subaha aise aaye
      Banjaara dil ye gaaye
      bicchda koi mil jaaye
      jaane wo ruth kab aaye 	(2)
    
    Banjaara dil ye gaaye
    bicchda koi mil jaaye
    jaane wo ruth kab aaye
    
    
    top
    
    
    	Tu Woh Nahin
    -----------------------------------------------------------
    
    
    Aawara hawaa se
    poochha ek baar
    kya teri najar kar rahi hai
    mera intajaar
    
      Gaanon mein mere gungunake
      mujhse wo door ho gayi
    sookhi hui pattiyon ko uda ke
    mujhse ye keh rahi
    
    Tu baadal nahin
    tu saagar nahin
    lehron ki tarah
    tu paagal nahin 	(2)
      tu wo nahin 	(4)
    
      Bekhabar si kahin jaa rahi thi
      ban jayi nadi
      lehrake modon ke jaise
      palkha rahi thi nadi
    
    Socha main hoon samundar
    jaa ke use choo liya
      keh ke wo door kho gayi waadiyon mein
      tune ye kya kiya
    
    Tu baadal nahin
    tu saagar nahin
    lehron ki tarah
    tu paagal nahin 	(2)
      tu wo nahin 	(5)
    
    Tu baadal nahin
    tu saagar nahin
    lehron ki tarah
    tu paagal nahin 	(2)
      tu wo nahin 	(3)
    
    
    Tu baadal nahin
    tu saagar nahin
    lehron ki tarah
    tu paagal nahin 	(2)
      tu wo nahin 	(repeated many times)
    
    
    top
    
    


    I'm like a footstep in the sand

    but you don't realise

    This album is also Prasoon Joshi's favourite, especially in terms of lyrics. He has written lyrics for Hum Tum, Rang De Basanti and Fanaa.
    Page designed by
    .
    Aniket Suryavanshi